Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ki hayat e tayyaba
assalamu alaikum har musalman ke liye zaroori hai in baton ka janna aur yaad rakhna aur woh baten kya hain aaiye jante hain
Name mubarak
Muhammad (dada ne rakha)
Ahmad (walidah ne rakha)
Paidaish tareekh
12 rabi ul awwal San 570 esvi
Paidaish din
Peer
Paidaish ka waqt
Subah sadiq
Paidaish ka shehar
Makka shareef
Dada ka name
Sheba abdul muttalib (kunniyat abul haris
Dadi ka name
Fatima
Walid ka name
Abdullah (kunniyat-zabeeh)
Walida ka name
Bibi aamna (kunniyat-abul qasim)
Nana ka name
Wahab bin abde munaf
Khandan
Quraish
Doodh pilane wali khadima
Umme aiman haleema sadia
Walid ka inteqal
Aapki paidaish se pehle
Walida ka inteqal
Jab aapki umar shareef 6 saal ki thi
(Aapki walida ka inteqal abwa name ki jagah par hua)
Walid aur walida ke inteqal ke baad
Aapki parwarish
Dada abdul muttalib ne ki
Dada ke inteqal ke waqt apki umar shareef 8 saal thi
Dada ne parwarish ki
2 saal
Dada ke baad aapki parwarish ki
Chacha abu talib ne ki
Apke laqab
Ameen (amanatdar)aur sadiq (sachcha)
Pehla tijarati safar
Mulk e sham
Pehla nikah
Hazrat e khadija radi Allahu anha (makka ke log tahira name se pukarte the )
Nikah ke waqt umar shareef
25 baras
Elaan e nubuwwat ke waqt umar shareef
40 baras
Pehli wahi ki jagah
Gaar e hira
(Gaar e hira jabal e noor pahad par hai)
Wahi laate the
Hazrat jibraeel alaihis salam
Pehla nazil lafz
iqra (padho)
Sabse pehle aurton main islam qubool kiya
Hazrat e khadija radi Allahu anha ne
Sabse pehle mardon main islam qubool kiya
Hazrat e abu bakar siddiq radi Allahu anhu ne
Sabse pehle bachchon main islam qubool kiya
Hazrat e ali radi Allahu anhu ne
Aap wa aap ke sathi betha karte the
Daar e arqam
Daar e arqam safa pahad par hai
Paseena mubarak
Mushk se ziyada khushbudar tha
Aap jis raste se guzarte the log pukaar uthte the ki yahan aap sallallahu alaihi wasallam ka guzar hua hai
Saaya
Aap sallallahu alaihi wasallam ka saaya nahi tha
Qad mubarak
Na ziyada lambe na kam darmiyani tha
Bhaven mubarak
Milin hui thin
Baal shareef
Ghane aur kuchh ghumao daar the
Aankhen mubarak
Masha Allah badi aur surkh dore wali
Taaif ka safar
Shawwal san 10 nabvi
Hazrat e khadija wa abu taalib ka inteqal
Elaan e nubuwwat ke 10 ven saal main
Hijrat
Elaan e nubuwwat ke 13 saal baad
Hijrat ke waqt umar shareef
53 saal
Makka se hijrat
Madeena ki janib
Hijrat ke sathi
Hazrat e abu bakar siddiq radi Allahu anhu
Hijrat ke waqt aap tashreef farma huye
Gaar e saur yahan aap ne 3 raten guzari
Islami tarikh ka aagaz
Aap sallallahu alaihi wasallam ki hijrat se
Aap sallallahu alaihi wasallam ne nikah kiye
11
(itne nikah aapne islam aur islam ki talimaat ko failane ke liye )
Dandan e mubarak shaheed huye
Jang e ohad main
Sabse bade dushman
Abu lehab abu jehal
Parda ke waqt umar shareef
63 baras
Parda kiya
Madina munawwara main
Ba hawala (siratunnabi sallallahu alaihi wasallam)
Post a Comment